Originally Posted by
rathin100
Bilkul..Lufhtansa pe bade acche fares mil rahe hai Example mein GRU se DEL return book kiya Business Class May 23 out June 2 in. weekday travel ke liye 4470 US dollars LH pe. EK pe 7500 US dollars. Meine yahaan local Sao Paulo office ko likha ki yeh kya bakwaas hai? Jawaab mila ham bhi pareshan hai, hamne Dubai HQ ko likha hai ki hamaare pasengers bade numbers mein cancel kar rahein hai!
Ek dum pairon (feet) ke saath vote karna chahiye hamein phir emirates ko hosh aayega.
Lufthansa ka business class accha quality he? Mainey kubhee nuhee try kiya.